YouTube video
Guzarish - Satinder Sartaaj (Lyrics) | Nasha Akhiyon Mein Jyada Hai Sharab Se | Latest Punjabi Songs
HN Editz XYZ ·
Press Play to watch on YouTube. Playback may vary by country and device.
Download
Save this track
Choose MP3 for audio or MP4 for video. Files are prepared for you and kept for one hour.
About this video
Guzarish - Satinder Sartaaj (Lyrics) | Nasha Akhiyon Mein Jyada Hai Sharab Se | Latest Punjabi Songs
Guzarish - Satinder Sartaaj (Lyrics) | Nasha Akhiyon Mein Jyada Hai Sharab Se | Latest Punjabi Songs
HN Editz XYZ Presents lyrical video of song GUZARISH is a latest punjabi song sung and written by Satinder Sartaaj also composed by Satinder Sartaaj. The music for this song arranged and produced by Goldie Sohel and Co-produced by Manas Borthakur.
Audio Credits:
______________
Singer: Satinder Sartaaj
Music Producer: Goldie Sohel
Music Co-Producer: Manas Borthakur
Acoustic & Electric Guitars: Shomu Seal
Ethnic Strokes: Shomu Seal
Music Assist: Gagan Sohel
Mix and Master: Sameer Charegaonkar
Music Label: T-Series
Lyric Video - HN Editz XYZ
Song Lyrics:
____________
Gulqandon mein mehakti si dilkashi ka khwaab hai
Noor ka yeh shamiyana khoob hai nayaab hai
Nazneen-e-rooh ko nazron se roshan kar diya
Meherbani shukriya tasleem hai aadab hai
Khwaabgahon se ho chuki hai rawangi
Abhi baadalon pe chhayegi deewangi
Khwaabgahon se ho chuki hai rawangi
Abhi baadalon pe chhayegi deewangi
Hamein chitthiyan mili hain mahtab se
Hamein chitthiyan mili hain mahtab se
Koi bach nahi payega shabab se
Aaj aaye hain huzoor benaqab se
Guzarishon pe gaur kijiye
Guzarishon pe gaur kijiye
Baat hui hai baharon ki gulab se
Waqfiyatein bhi ho gayi shadaab se
Woh toh maangte hain shokhiyan janab se
Guzarishon pe gaur kijiye
Guzarishon pe gaur kijiye
Aashiqana sa mizaj hai adaon mein
Woh milayenge suroor bhi fizaon mein
Aashiqana sa mizaj hai adaon mein
Woh milayenge suroor bhi fizaon mein
Ke nasha akhiyon mein zyada hai sharab se
Ke nasha akhiyon mein zyada hai sharab se
Aur jalwe kamaal laajawab se
Maine suna hai woh aaye hain punjab se
Guzarishon pe gaur kijiye
Guzarishon pe gaur kijiye
Hamein chitthiyan mili hain mahtab se
Hamein chitthiyan mili hain mahtab se
Koi bach nahi payega shabab se
Aaj aaye hain huzoor benaqab se
Guzarishon pe gaur kijiye
Guzarishon pe gaur kijiye
Ho chalo seekh lein isharon ka muhavara
Hai nigahon ka hi yeh toh sara majara
Kya dilawari dikhayenge misaal do
Log poochhte hain aake toh bata zara
Haan jise jaamiya-e-ishq ki taleem ho
Woh jo shor-o-ghul se door ho saleem ho
Wohi ulfatein sikhayenge hisaab se
Wohi ulfatein sikhayenge hisaab se
Sartaaj kya padhoge is kitaab se
Jazbaat hain dilon mein yeh betaab se
Guzarishon pe gaur kijiye
Guzarishon pe gaur kijiye
Hamein chitthiyan mili hain mahtab se
Hamein chitthiyan mili hain mahtab se
Koi bach nahi payega shabab se
Aaj aaye hain huzoor benaqab se
Guzarishon pe gaur kijiye
Guzarishon pe gaur kijiye
Baat hui hai baharon ki gulab se
Baat hui hai baharon ki gulab se
Waqfiyatein bhi ho gayi shadaab se
Woh toh maangte hain shokhiyan janab se
Guzarishon pe gaur kijiye
Guzarishon pe gaur kijiye
#guzarish #satindersartaaj #newpunjabisong #latestpunjabsong #trendingsong #viralsong #newsong #hneditzxyz
Tags & Keywords:
_________________
guzarish song, guzarish satinder sartaaj, guzarish satinder sartaj, guzarish satinder sartaaj lyrics, guzarish satinder sartaj lyrics, new punjabi song 2026, latest punjabi songs 2026, guzarisho pe gaur kijiye, gujarisho pe gor kijiye satinder sartaj, satinder sartaj songs, satinder sartaj new song, satinder sartaj guzarish, satinder sartaj guzarish lyrics, nasha akhiyon mein jyada hai sharab se, nasha ankhiyon mein jyada hai sharab se, hn editz xyz
- Channel
- HN Editz XYZ
- Uploaded
- 25 September 2026
- Duration
- 4 minutes 49 seconds
- Source
- YouTube
More from HN Editz XYZ

Shubh - Never Left (Lyrics) | Latest Punjabi Songs 2026
HN Editz XYZ · YouTube

Tu Mil Jaaye (Lyrics) - Arijit Singh, Ed Sheeran & Madhubanti Bagchi | New Bollywood Songs 2026
HN Editz XYZ · YouTube

Kaali Hoodie - Sidhu Moose Wala (Lyrics) ft. Bohemia | New Punjabi Song 2026 | Latest Punjabi Songs
HN Editz XYZ · YouTube

Alfaaz (Lyrics) - Hamza Malik & Zain Zohaib | Tu Tan Tareyan To V Sohna Ae | Baga Vicho Main Ty Tory
HN Editz XYZ · YouTube

Aujla Szn (Lyrics) - Karan Aujla & Mxrci | Karan Aujla New Song | Latest Punjabi Songs 2026
HN Editz XYZ · YouTube

Ashke - Karan Aujla (Lyrics) | Aujla Szn 1 | Karan Aujla New Song | Latest Punjabi Songs 2026
HN Editz XYZ · YouTube