YouTube video
Darkhaast - Arijit Singh & Sunidhi Chauhan (Lyrics) | LyrifyEcho
Lyrify Echo ·
Press Play to watch on YouTube. Playback may vary by country and device.
About this video
Darkhaast - Arijit Singh & Sunidhi Chauhan (Lyrics) | LyrifyEcho
Darkhaast - Arijit Singh & Sunidhi Chauhan (Lyrics) | LyrifyEcho
Credits:
Featured song belong to the incredible music lebal @tseries . Support the music label by exploring their official platforms!
https://youtu.be/LMnJp_dSdnw?si=ccBnZscJl-31ak7c
Lyrics: Darkhaast
Iss Qadar Tu Mujhe Pyaar Kar
Jisey Kabhi Na Main Sakoon
Phir Bhula
Zindagi Laayi Humein Yahaan
Koi Iraada Toh Raha Hoga Bhala
Ke Darkhaast Hai Yeh
Jo Aayi Raat Hai Yeh
Tu Meri Baahon Mein Duniya Bhula De
Jo Ab Lamhaat Hai Yeh
Bade Hi Khaas Hai Yeh
Tu Meri Baahon Mein Duniya Bhula De
Ke Darkhaast Hai Yeh
Jo Aayi Raat Hai Yeh
Tu Meri Baahon Mein Duniya Bhula De
Jo Ab Lamhaat Hai Yeh
Bade Hi Khaas Hai Yeh
Tu Meri Baahon Mein Duniya Bhula De
Raahon Mein Mere Saath Chal Tu
Thaame Mera Haath Chal Tu
Waqt Jitna Bhi Ho Haasil
Saara Mere Naam Kar Tu
Waqt Jitna Bhi Ho Haasil
Saara Mere Naam Kar Tu
Ke Armaan Hai Yeh
Guzaarish Jaan Hai Yeh
Tu Meri Baahon Mein Duniya Bhula De
Jo Ab Lamhaat Hai Yeh
(Jo Ab Lamhaat Hai Yeh)
Bade Hi Khaas Hai Yeh
(Bade Hi Khaas Hai Yeh)
Tu Meri Baahon Mein Duniya Bhula De
Lamz Jismon Pe Aise Sajaaye
Baarishon Se Bhi Woh Dhul Na Paaye
Tu Meri Baahon Mein Duniya Bhula De
Ho.. Naksh Lamhon Pe Aise Banaaye
Muddaton Se Bhi Woh Mit Na Paaye
Tu Meri Baahon Mein Duniya Bhula De
Hmm.. Tujhse Toh Hoon Main Yun Bohat Mutassir
Par Kya Karoon Main Hoon Ek Musafir
Kaisi Khushi Hai Jisme Nami Hai
Jaane Tu Ye Ya Jaane Na, O…
Jo Jazbaat Hai Yeh
(Jo Jazbaat Hai Yeh)
Bade Hi Pak Hai Yeh
(Bade Hi Pak Hai Yeh)
Tu Meri Baahon Mein Duniya Bhula De
Jo Ab Lamhaat Hai Yeh
(Jo Ab Lamhaat Hai Yeh)
Bade Hi Khaas Hai Yeh
(Bade Hi Khaas Hai Yeh)
Tu Meri Baahon Mein Duniya Bhula De
Tu Meri Baahon Mein Duniya Bhula De
Bhula De, Bhula De
Wo.. Tu Meri Baahon Mein Duniya Bhula De
Bhula De, Bhula De, Bhula De
Ke Darkhaast Hai Yeh
Jo Aayi Raat Hai Yeh
Tu Meri Baahon Mein Duniya Bhula Deh
For music promotions & collaborations:
Email: [email protected]
DM on Instagram: https://www.instagram.com/lyrifyecho
#arijitsingh #sunidhichauhan #darkhaast ##lyrifyecho #lyrics
- Channel
- Lyrify Echo
- Uploaded
- 19 June 2026
- Duration
- 6 minutes 15 seconds
- Source
- YouTube

