YouTube video

Anuv Jain - Arz Kiya Hai (Lyrics)

MusicLoudz India ·

Press Play to watch on YouTube. Playback may vary by country and device.

Download

Save this track

Choose MP3 for audio or MP4 for video. Files are prepared for you and kept for one hour.

About this video

🎵 Arz Kiya Hai (Lyrics)

🎵 Arz Kiya Hai (Lyrics) ⏬ Download/Stream: 🎧 Anuv Jain @anuvjain 🎧 Musicloudz @musicloudz 🎤 Lyrics:) Arz Kiya Hai - Anuv Jain Kayar jo the, vo shayar bane Ab kya kya karein ye ishq mein Na kehte the kuch jo, lage khoj mein Kya lafz chune? Naye aashiq ye, ishq mein tere hain faiz bane Arz kiya hai Humne bhi likha kuch tere baare mein Aise tu lage ki gulaab hai Aur aise tu lage ki gulaab hai Aur aise tu lage ki gulaab hai Baghon mein dil ke Khilke in fizaaon mein chhaye ho haaye Aur vaise hum to tere hi gulaam hain Aur vaise hum to tere hi gulaam hain Baadshah dil ke, teri baazi mein Jo tu chahe to… Doobe dilon ki kya nau banu? Main khud tar paaoon na aankhon mein Shayar ki fitrat mein hi doobna Main kya hi ladu toofanon se Ishq mein tere hain faiz bane Arz kiya hai Humne bhi likha kuch tere baare mein Haathon ko sambhaale mere haathon mein Kaise haathon ko sambhaale mere haathon mein? Jab tak neend na aaye in lakeeron mein Baatein hon… Haan… Sabne to sab keh diya hai Kya hi kahoon jo abhi bhi ankaha hai? Main haay… Na Mirza, na Mir Na maahir, na zaahir Karoon kuch naya main? Haay… par… Jo bhi likha hai, jiya hai Haan jiya hai Aise, aise, aise, kaise, vaise, jaise Jaise main padhun mere dil mein jo Meri aankhen bhi padhein teri aankhon ko Kya ye mehfil mein baithe? Ya uthe daud jaane ko? haaye Teri aankhon mein taarifon ki talaash hai Meri mehfil tere jaane se veeraan hai Main bas shayar bana hoon Sirf tu sunne aaye to… Shayad shayar bana hoon Sirf tu sunne aaye to Tags 🏷️ #anuvjain #arzkiyahai #lyrics
Channel
MusicLoudz India
Uploaded
9 April 2026
Duration
4 minutes 55 seconds
Source
YouTube

More from MusicLoudz India